Saturday, December 26, 2020

Most Expensive Fighter Jet 2020

 

This is McDonnell Douglas F-15 Eagle. Developed by McDonnell Douglas and later by Boeing, the F-15 is still being released. Although introduced more than 35 years ago, the F-15 is still considered a powerful fighter in the air. It still operates in four countries: Israel, Japan, Saudi Arabia, and the United States.
The brand new F-15 Eagle is called the F-15EX. The United States developed a number of fifth-generation aircraft features to protect its airspace. It can carry up to 22 air rifles and is equipped with new military equipment.
Recently, the F-15 has been in the headlines as the Israel F-15 lost a bed 30,000 feet in the air.
Read More

Friday, December 25, 2020

What's New WhatsApp Updates in 2021???


WhatsApp has as of late delivered new updates for Android (2.20.206.19 web discharge for Android) and iOS (2.20.130 on the App Store). These updates are viable today with another component that will assist WhatsApp to announce specific information.
We have discussed another component that, beginning today, WhatsApp can use to send specific declarations to their clients.
Today we can, at last, declare which is the primary announcement: new Terms of Service! 
Below you can see a screen capture of how a declaration will resemble:


This declaration will show up when WhatsApp is delivering their new terms and it clarifies the main point of the update: 

* How WhatsApp measures your information. 
* How organizations can utilize Facebook facilitated administrations to store and deal with their 
   WhatsApp chats. 

By tapping Agree, the client accepts the updated Terms of Service and he can keep on utilizing the application, which will produce results on February 8, 2021 (note: this date might be liable to change). If you disagree with the changes, you can delete your WhatsApp account inside WhatsApp Settings. 
Updated Terms of Service will be declared in the coming weeks.
Read More

Monday, December 21, 2020

What is the Secret to Stay Motivated All the Time?????

Columbia university main study ki gai jo k boht interesting hy. 5th standard kay bachon ko ikatha kia gaya un sab ko mukhtalif(different) puzzels die solve krny k lia kuch puzzels mushkil(difficult) thy aur kuch asan(easy) thy. bachon na jab puzzels solve kie to un sab bachon ko aik hi baat kahi k ap na  boht acha kanm kia yahn bas aik hi farq tha adhy(half) bacho ko kaha gya kay ap na acha iss lia perform kia q k ap boht intellegent hain aur adhy(half) bachon ko kaha gya kay ap na acha iss lia perform kia kay ap boht mehanti(hard working) hain. 

Dubara fir sa unhy kuch puzzels die gy solve krny k lia kuch puzzels mushkil(difficult) thy aur kuch asan(easy) thy. bachon na jab puzzels solve kr lie to un sa pucha gaya yahn kuch boht hi interesting sa samny aya un mn sa jin bachon ko kaha gya tha k ap intellegent hyn unho na bura perform kia aur wo bachy bore hogy aur jin bachon ko kaha gya tha kay ap hardworking hain unho na boht acha perform kia aur enjoy b kia wo end tak motivated rahy.

Yahn parents aur teachers ko samjna pary ga k bachon ka locus(center) of control kaha hyn agr ap bachy ko kahin gy k ap intellegent ho extra ordinary skill hyn to wo motivated nahi rahin gy unka locus of control bahr hy yani kay intelligent hyn ya extra ordinary skill hyn to ye unk apny andr nahi hain jab k agr ap unhy kahin gy k ap hardworking hain to unka locus of control un k apny andr hy yani hardwork krna un k apny hath main ha. 

Ye baat sirf iss research sa nahi balky boht sari researches sa pata chali ha k agr humain motivated rehna ha to us cheez ka pura control humary apny hath main hona chahiye.

ye control kab hath sa chala jata ha aur kab hath main rehta ha??? jab hum baat krty hyn k ye kam mn falan falan waja sa nahi kr sakta to control humry hath sa chala jata ha lkin jab hum apny andr apni capabilaties ko dekh kar kehty hyn k ye kam main kr skta hon to sara control humry hath mn aa jata ha kyun kay humara dehan fir un reson pa nahi hota kay jin sa hum wo kam nahi kr sakty balky un reasons pa hota ha kay jin sa hum wo kam kr sakty hyn jo krna chahty hyn tab hum ander sa motivated hoty hain.

For Example ap ki field mn aik banda jo top pa betha ho ap kay pas 2 options hyn aik ye kay ap us k bary mn ye kahin kay us k ander kuch extra ordinary ha ya uski qismat ha iss lia wo top pa ha to ap phus gy ab control ap kay hath sa nikl gaya ha ap motivated nahi reh sakty hain lakin agr ap kahin kay wo apny hardwork ki waja sa wahn pa hyn aur agr wo kr sakty hain to main b kr sakta hon unho na b aik din  kahin na kahin sa start lia tha na main b kr lon ga bas farq(difference)  humry time main hy mn b 10/20 saal baad wahin pa hon ga jahn wo aj hyn ab control ap kay hath main hy.

Hamesha yaad rakhin kay control ap sa bahr nahi hona chahiye ap k andr hona chahiye tab hi motivated reh sakty hyn. 

"If you really want to be successful, Think positive and start focusing on what you can do"

Read More

Saturday, December 19, 2020

Whether Drug Addiction Is A Disease Or A Choice


Have you in any capacity considered whether drug addiction is a disease or a choice?
This subject has been exceptionally questionable and has achieved numerous discussions to determine the entire thing. Numerous scientists have stood firm that being a medication fiend is totally a disease that just is relieved by consuming medications. On another side, there are different analysts who are for it not being a disease yet the matter of decision.
Having considered and conveyed a ton of examination on this controversial issue, my stand remains that medication misuse or drug addiction use is completely a matter of decision, not a disease.
All in all, drug utilize is resolute is a responsibility or a decision simply like picking or devoting oneself to finish an advanced degree or deciding to join a specific club. despite the fact that the substantial utilization of the medication is reckless and foolish, it involves a decision. the habit has no particular individuals who are influenced. 
Owning to all these arguments, my stand remains that drug addiction use involves choice and not a disease.
Read More

Friday, December 18, 2020

کورونامیں میرےسائنسی انکشافات...Corona mein Mery Scienci Inkeshafat


Kehte hain waqt bdalty pata nahi chalta, aaj se aik mah pehlay ghar par farigh rehne walon ko nikamma kaha jata tha aur aaj unhi ko samajh daar kaha jata hai. hum bhi inhen nikammo matlab ke سمجھداروں mein shaamil hogaye hain.

Harkatein to pehlay hi corona virus jaisi theen jinhein dekh kar kar kayi logon ko mout si aa jati thi. par aaj kal zindagi thaali ke begun jaisi hogayi hai. to socha kyun na aap logon ke dimagh ka bhi bharta bnaye .

Es ke liye mein ne sochnay ka faisla kya aur letey letey chhat ko ghoortay hoye mujh par kayi scienci inkishaaf huve, maslan hamaray ghar ki chipkali ka nakhra colony ki larkiyon se ziyada hai majaal hai apne naak par makhi bethnay dey .

Mazeed jaankaari mein jo izafah howa woh batadreej yeh hai. hamaray ghar mein chhootey barray aur darmiyanay sabhi mila ke kal 10 maiz hain jis mein istemaal sirf 3 ka hai bilkul Pakistani gharon ke afraad ki terhan kyunkay kaam aik do hi karte hain baqi afraad sab nakara hi mlitay hain .
Agli baat aap ki maloomat mein izafay ka baais hogi kyunkay mainy parha hy agar din mein teen baar soyen to raat mein neend nahi aati, bed ke baen side par late kar dayen taraf teen dafaa karvat len to insaan neechay gir jata hai aur agar dayen سائید par jootay utaar kar so jao to subah bhi dayen taraf se hi jootay mlitay hain. jooton se tehqeeq agay barhi to maloom howa Maa ki jooti bijli ki raftaar se bhi ziyada hawa mein tairti hui hamesha teekhi mirch ki terhan lagti hai .

Jis ka apna maza hai aur mazay se yaad aaya, karak chaye چائے ka maza aap ki biwi ke haath se aaye nah aaye kisi aur dosheeza ke haath ki chaye se maza zaroor dobala ho jata hai. haath par tehqeeq ki to pata chala aik haath se taali to nahi bajti par oopar wali baat aap ki biwi ko pata chali to aik hi haath aap ko din mein tarre dikhaane ke liye kaafi hai .

Mazeed scienci inkishafaat ka shoq utha to pata chala agar kelay کیلے  ko chaye mein 5 minute tak pakaya jaye to kela phir bhi kela hi rehta hai aur baghair cheeni ke chaye walay cupp mein laakh chamach ہلائیں woh pheeki hi rahay gi .
jab buscuits chaye mein dabonay ke liye uthaya to maloom para har candy buscuits mein 23 cheeni ke danay hotay hain aur tuk buscuits mein 22 sorakh hotay hain, mazeed tehqeeq ne saabit kya ghar ke darwazay par kharray hokar 27 degree par gardun گردن ko ghumayen to gardun mein bil بل  nahi parta .
Un qeemti maloomat mein agar aap ka dimagh ka bharta nahi banaya to aap 100gram kalonji, 100gram ajwain aur 100gram sonf len. aur tenu ko mila len phir un ko allag allag karen yaqeenan dimagh ka bharta ban jaye ga .😜😀


 

Read More

Thursday, December 17, 2020

خراٹوں کا قدرتی علاج...Kharato ka quderti ilaj

 


Sotay hoye kharatay maarna aik umomi masla hai, jo aap ko neend ki kami ka shikaar kar deta hai aur neend ki kami aik bohat bara masla hai .
kharatay maarny walay Apnea Nami bemari ( sotay hoye saans ruknay ka amal ) ka shikaar ho jatay hain, jis ke baais woh raat ko mutadid baar jaag jatay hain. mahireen ka to yahan tak kehna hai ke sotay hoye kharatay maarny walay afraad heart attack ka bhi shikaar ho satke hain. yahan hum aap ko khraton ke qudrati ilaaj ke liye chand gharelo ٹوٹکوں ke baray mein aagah karen ge .

Alchohal aur neend wali golion se bachao : alchohal ya neend lainay wali golion se insaan gehri neend mein chala jata hai aur gehri neend khraton ka bohat bara sabab hai .

Wazan ghatana : ziyada wazan khraton ke imkanaat ko barha deta hai, wazan ghatanay ke liye khoraak ke sath sab se ziyada tawajah werzish par den .

Saans mein aasani peda karne wali cheezon ka istemaal : bazaar mein aisay be shumaar spre mlitay hain, jo saans lainay ki salahiyat ko barha dete hain. agar aap naak ya gilaay ke kisi masla ka shikaar hain توضرورایسی adwiyaat ka istemaal karen jis mein مینتھول ( sat podina ) paaya jata ho, kyunkay sat podina saans ke raastoon ko khol deta hai .

Sonay ki haalat : har shakhs apne tareeqay se sota hai, kuch log aik taraf to kuch ultay sotay hain. lekin ahem cheez yeh hai ke jab bhi aap kharatay lainay lagen to apne sonay ki position ko badal len, is se aap foran kharatay chore den ge .

Tambaku noshi ka khtama : tambaku noshi galay ke tissues ko bahrakna deti hain, jo baad azan khraton ka baais bantay hain .

Nathnon ki safai : raat ko sonay se pehlay achi terhan naak saaf karen .


Read More

Wednesday, December 16, 2020

Aik bacha Jisy golian lagi theen jism sa khoon beh raha tha lkin wo musalsal Talawat kr raha tha...


Saneha army public school ko aaj chay baras ho gaye hain lekin is saneha ko yaad kar ke aaj bhi ronghate kharray ho jatay hain jis mein dehshatgardon ne masoom phoolon par golian barsaaen aur inhen shaheed kar diya tha. Iss andohnak saneha ki 6th barsi ha.  Peshawar ke lady reading hospital mein guzashta 20 saal se khidmaat sir injaam dainay wali Shabana Rehman ne 16 decemeber 2014  ko hospital mein laaye aik zakhmi bachay ki kahani sunaate ہوئے kaha ke mein is bachay ko shayad kabhi nahi bhool sakoo gi, woh 12, 13 saal ka bacha Hafiz quran tha .

Iss ke sir aur jism ke مختف hisson par shadeed zakham thay, usay golian lagi theen, khoon is ke jism se beh raha tha, aur haalat bohat kharab thi lekin hosla pahar jaisa tha, woh musalsal kalaam ki tilawat kar raha tha .
is bachay ka hosla bohat buland tha. Shabana Rehman ne bataya ke Dr aur staff is bachay ka ilaaj kar rahay thay lekin woh khamoshi se sirf tilawat karta raha yahan tak ke is ka dam nikal gaya.

‫Meri‬ zindagi mein yeh aisa pehla waqea tha jis mein aik martay ہوئے bachay ne itni bahaduri ka muzahira kiya ho. unhon ne baat karte ہوئے kaha ke jab saneha army public school mein shaheed aur zakhmi honay walay bachon aur afraad ko hospital laya gaya to uss waqt mein duty par thi. mein hospital ke trauma center mein duty day rahi thi aur mein ne bohat saaray zakhmion ko tibbi imdaad bhi fraham ki .

Mein heran thi ke yeh bacha bilkul khamosh hai halaank usay golian lagi theen aur woh bohat zabt kiye ہوئے tha. lekin jab is bachay ke walidain trauma center mein daakhil ہوئے aur bachay ne jaisay hi unhein dekha is ne rona shuru kar diya tha aur phir bohat roya. Shabana Rehman ka kehna tha ke is roz paish aaye chand aik waqeat to un ke zehen par naqsh ho kar reh gaye hain jo aksar mujhe pareshan bhi kar dete hain 

Un ka kehna tha ke is hamlay ke baad mein aur mere bachay aksar khaufzadah rehne lag gaye thay. yaad rahay ke 16 decemeber 2014 ko army public school mein kuch dehshatgardon ne hamla kya aur dehshatgardon ki firing ke nateejay mein bachon samait 140 afraad shaheed ہوئے thay. shohada ki yaad aaj bhi un ke ahal khanah ko rulla deti hai. walidain aaj bhi apne bachon ko yaad kar ke Balk Balk kar rotay hain, saneha purana ho gaya lekin gham purana nahi ho saka. saneha ae pi s ke shohada ke walidain aapas mein aik community ki shakal ikhtiyar kar chuke hain jo aik dosray ke dukh sukh mein shareek hotay hain, jabkay wats app par aik aisa group bhi bana sun-hwa hai jahan shohada ke lawahiqeen aur rishta daar apne pyaron ki yaado ko taaza karte aur inhen doosron ke sath share karte hain .

Read More