
Kehte hain waqt bdalty pata nahi chalta, aaj se aik mah pehlay ghar par farigh rehne walon ko nikamma kaha jata tha aur aaj unhi ko samajh daar kaha jata hai. hum bhi inhen nikammo matlab ke سمجھداروں mein shaamil hogaye hain.Harkatein to pehlay hi corona virus jaisi theen jinhein dekh kar kar kayi logon ko mout si aa jati thi. par aaj kal zindagi thaali ke begun jaisi hogayi hai. to socha kyun na...