
Columbia university main study ki gai jo k boht interesting hy. 5th standard kay bachon ko ikatha kia gaya un sab ko mukhtalif(different) puzzels die solve krny k lia kuch puzzels mushkil(difficult) thy aur kuch asan(easy) thy. bachon na jab puzzels solve kie to un sab bachon ko aik hi baat kahi k ap na boht acha kanm kia yahn bas aik hi farq tha adhy(half) bacho ko kaha gya kay ap na acha iss...